Man k hai tu kareeb itna,
K band aankhon mein bhi tera chehra nazar aaye,
Samaya hai is kadar mujhme tu,
K har saans mein teri hi khushboo aaye,
Bas ek baar karne de izhaar mujhe apne pyar ka,
Nahi toh Kahin intzar karte karte zindgi ki sham na ho jaye.....