Tuesday, November 24, 2009

Is dil main the armaan hazar,
Bas unka hi pura hone ka tha intzaar,
Per meri kismat ne kiya inkaar,
Aur kiya mere sapno ko tar tar,
Tabhi lee ye kasam maine bar bar,
Na manuga itni jaldi har,
Aur ek din zaroor karunga apne armaano ko Saakar.

No comments:

Post a Comment