Tuesday, December 22, 2009

Tujh bin jiya, tanha raha, kisi se per kuch na kaha,
Teri bas ik jhalak pakar jeeta raha,
Aansuon ko pani samajh kar peeta raha,
Shayad tu milne aa jaye,
Bas yahi soch kar main maut se bhi ek aur saans ki guzarish karta raha.

No comments:

Post a Comment