Friday, January 1, 2010

Nahi rakhta gam Dil main teri Bewafai ka,
Per jab bhi yaad aata hai Manzar teri Judai ka,
Ankhon se toh Aansuo ko main nikalne nahi deta,
Per dil main utar aata hai ek Samandar sa Tanhai ka.....

No comments:

Post a Comment