Monday, January 25, 2010

Ishq mai zindgi gumshuda ho jati hai,
apni hi kahani kisi ka afsana ban jati hai,
apni hi dhadkane toh Ishq sambhalti nahi,
aur ye kisi ka 7 janmo tak sath nibhane ka wada kar jati hai.....

No comments:

Post a Comment